SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-farmaa.n"
Nazm MATCHES FOR "banda-e-farmaa.n"
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
ghaalib
baalaa teraa maqaam duniyaa-e-sher me.n
'urfii' bhii ek banda-e-halqa-e-ba-gosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Nazm
leader
aur sub.h ko vo banda-e-aGraaz-o-maqaasid
sar KHam kiye darbaar-e-minister me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
shaam se the hasrato.n ke banda-e-be-daam ham
pii rahe the jaam par har jaam ham
Noon Meem Rashid
Nazm
subh hai ya sham hai
husn afzuu.n ho gayaa zulfe.n jo un kii kaT ga.ii.n
ab jise dekho unhii kaa banda-e-be-daam hai
ismatullah ismat beg
Nazm
bedari
jis banda-e-haq-bii.n kii KHudii ho ga.ii bedaar
shamshiir kii maanind hai burinda-o-burraaq
Allama Iqbal
Nazm
ilm ki zarurat
ishaare par isii ke naql-o-harakat hai sab italy kii
isii ke taaba-e-farmaan hai.n ruusii o iiraanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
gopal mittal dehli ke nam
phir Gaib sabab kyuu.n
is banda-e-naachiiz pe taKHfiif-e-karam hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
masjid-e-qurtuba
haath hai allaah kaa banda-e-momin kaa haath
Gaalib o kaar-aafrii.n kaar-kushaa kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
ai dil ai banda-e-vatan hoshiyaar
KHvaab-e-Gaflat se ho zaraa bedaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
tajdid-e-amal
mehnat se bhii mazduur ko roTii nahii.n miltii
is banda-e-majbuur ke auqaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
lal-bahadur-shastari
tuu ek banda-e-darvesh thaa faqiir-manash
chalaa gayaa jo zamaane se jhaa.D kar daaman
Arsh Malsiyani
Nazm
gandhi-ji
tire jamaal se ai banda-e-KHudaa saabit
KHudaa ke nuur se insaa.n banaa.e jaate hai.n