SEARCH RESULTS
Showing search results for "bane-banaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bane-banaa.e"
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Sher
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bane-banaa.e"
Ghazal
bhii.D bahut thii bane-banaa.e rasto.n me.n
raah nikaalii mai.n ne apne hisse kii
Ishrat Afreen
Ghazal
bane-banaa.e hu.e raasto.n pe chalte hu.e
KHudaa banaa.e KHudaa.ii se Darne vaalo.n ne
Azlan shah
Ghazal
hamaarii chaah alag thii hamaarii raah alag
bane-banaa.e hu.e raasto.n pe chalte kyaa
Sunil Aftab
Ghazal
ye inqilaab to ta.amiir ke mizaaj me.n hai
giraa.e jaate hai.n aivaa.n bane-banaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bane banaa.e hu.e raasto.n ko Dhuu.nDe.nge
vo jin ke saath me.n murda nishaaniyaa.n ho.ngii
Khaleel Tanveer
Sher
mire savaal vahii TuuT-phuuT kii zad me.n
javaab un ke vahii hai.n bane-banaa.e hu.e
Idris Babar
Ghazal
mire savaal vahii TuuT-phuuT kii zad me.n
javaab un ke vahii hai.n bane-banaa.e hu.e
Idris Babar
Ghazal
KHushii kaa din to ba.Dii minnato.n se bantaa hai
udaasiyo.n ke magar hai.n bane-banaa.e din

