SEARCH RESULTS
Showing search results for "bane-banaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "bane-banaa.e"
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
bhii.D bahut thii bane-banaa.e rasto.n me.n
raah nikaalii mai.n ne apne hisse kii
Ishrat Afreen
Ghazal
bane-banaa.e hu.e raasto.n pe chalte hu.e
KHudaa banaa.e KHudaa.ii se Darne vaalo.n ne
Azlan shah
Ghazal
hamaarii chaah alag thii hamaarii raah alag
bane-banaa.e hu.e raasto.n pe chalte kyaa
Sunil Aftab
Ghazal
ye inqilaab to ta.amiir ke mizaaj me.n hai
giraa.e jaate hai.n aivaa.n bane-banaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bane banaa.e hu.e raasto.n ko Dhuu.nDe.nge
vo jin ke saath me.n murda nishaaniyaa.n ho.ngii
Khaleel Tanveer
Ghazal
mire savaal vahii TuuT-phuuT kii zad me.n
javaab un ke vahii hai.n bane-banaa.e hu.e
Idris Babar
Ghazal
KHushii kaa din to ba.Dii minnato.n se bantaa hai
udaasiyo.n ke magar hai.n bane-banaa.e din
Aisha Ayub
Ghazal
har ek chiiz kisii ne banaa.ii hogii magar
bane banaa.e hai.n aurat namaaz aur KHushbuu
Maqsood Wafa
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
bante bante na banaa ek bhii chehra lekin
haafize me.n thaa ko.ii chaak pe rakkhaa lekin
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Naheed Virk
Ghazal
banaa banaa ke aks KHadd-o-KHaal rakh diye ga.e
ki aa.ine haTaa diye KHayaal rakh diye ga.e
Khalid Mahmood Zaki
Ghazal
big.De dil dono.n the aise ki banaa.e na bane
Gair apne na hu.e apne paraa.e na bane