SEARCH RESULTS
Showing search results for "bar-khud-galat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bar-khud-galat"
Nazm
korana angrez-parasti
vo aa.nkh miich ke bar-KHud Galat bane aise
ki asia kii har ik chiiz par pa.Dii dhutkaar
Ismail Merathi
Ghazal
unhe.n bar-KHud Galat kahnaa hai bar-haq
jo mulk-o-qaum ke rahbar bane hai.n
Krishn Gopal Maghmum
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bar-khud-galat"
Ghazal
tum to faroG-e-husn me.n bar-KHud Galat rahe
mai.n ne na kah diyaa thaa ye dhoka hai KHvaab hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Sher
KHud Galat hai jo kahe hotii hai taqdiir Galat
kahii.n qismat kii bhii ho saktii hai tahriir Galat
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHud Galat vo qaul-o-fe.al un kaa Galat
KHat Galat inshaa Galat imlaa Galat
Kishan Kumaar Waqaar
Nazm
taKHliq ki saaton mein
biinaa.ii ke jamghaTe me.n
baar baar KHud se bichha.D jaataa huu.n