SEARCH RESULTS
Showing search results for "barham-mizaajii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barham-mizaajii"
Ghazal
rafta-rafta ishq ko KHud-aagahii hone lagii
duur kuchh barham-mizaajii husn kii hone lagii
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Mohammad Abbas Safiir
Nazm
ma’zarat
barham mizaaj-e-vaqt hai ai mere ham-nashii.n
ab baargaah-e-husn me.n jhuktii nahii.n jabii.n
Ashhar Nadeemi
Ghazal
us kaa mizaaj-e-barham jo baanii-e-jafaa hai
kaTne ko hai ko.ii sar phir yaar lab-kushaa hai
Dr. Habib ur Rehman
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mizaaj barham na hone denaa
मिज़ाज बरहम न होने देनाمزاج برہم نہ ہونے دینا
طبیعت درست رکھنا
MORE MATCHES FOR "barham-mizaajii"
Ghazal
ham aashnaa the maujo.n ke barham mizaaj se
paanii pe ko.ii naqsh banaayaa nahii.n kabhii
Tasneem Kuasar
Ghazal
vahdat parastiyo.n se bhii 'afqar' KHudaa gavaah
barham mizaaj-e-yaar hu.aa hai kabhii kabhii
Afqar Mohani
Ghazal
barham-mizaaj ho ke vo bargashtagii kare
daftar me.n jis ke fard-e-muqaddar lagaa.iye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jii chaahtaa hai kiijiye barham mizaaj-e-husn
muddat hu.ii hai un ko numaayaa.n kiye hu.e
Maikash Akbarabadi
Ghazal
gahe sho'la gahe shabnam namii-daanam namii-daanam
mizaaj-e-kaakul-e-barham namii-daanam namii-daanam