SEARCH RESULTS
Showing search results for "barud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barud"
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Sher
tum is raste me.n kyuu.n baaruud bo.e jaa rahe ho
kisii din is taraf se KHud guzarnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
itnaa hii bahut hai ki ye baaruud hai mujh me.n
a.ngaara-numaa shaKHs bhii maujuud hai mujh me.n
Aatif Kamal Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barud"
Nazm
muhasara
bichhaa diyaa gayaa baaruud us ke paanii me.n
vo juu-e-aab jo merii galii ko aatii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
is ta'alluq se nikalne kaa ko.ii raasta de
is pahaa.Dii pe bhii baaruud lagaanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
baGdaad dillii moscow london ke darmiyaa.n
baaruud bhii bichhaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
baaruud ke zarre jo fazaa.o.n me.n rahe.nge
phir kaise parinde ye havaa.o.n me.n rahe.nge
Yasir Raza Asif
Nazm
ai mere sare logo
phir vahii aag dar aa.ii hai mirii galiyo.n me.n
phir mire shahr me.n baaruud kii buu phailii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
tum is raste me.n kyuu.n baaruud bo.e jaa rahe ho
kisii din is taraf se KHud guzarnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
in havaa.o.n se to baaruud kii buu aatii hai
in fazaa.o.n me.n to mar jaa.e.nge saare bachche
Bedil Haidari
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
darkaar ujaalaa hai magar sahme hu.e hai.n
kar de na a.ndheraa ko.ii baaruud jalaa kar

