SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazm-e-jaam-e-jam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bazm-e-jaam-e-jam"
Ghazal
is aan par nisaar karuu.n bazm-e-jaam-e-jam
vo mast-e-naaz aaj miraa ham-piyaala hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
ye mai-KHaana hai bazm-e-jam nahii.n hai
yahaa.n ko.ii kisii se kam nahii.n hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
jo mast-e-jaam-e-baada-e-irfaa.n na ho sakaa
vo jaanvar hii rah gayaa insaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
PAGE MATCHES FOR "bazm-e-jaam-e-jam"
MORE MATCHES FOR "bazm-e-jaam-e-jam"
Ghazal
laa phir ik baar vahii baada o jaam ai saaqii
haath aa jaa.e mujhe meraa maqaam ai saaqii
Allama Iqbal
Non prevalent ghazals
ضمان جادہ رویاندن ہے خط جام مے نوشاں
دگر نہ منزل حیرت سے کیا واقف ہیں مدہوشاں
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii jaam-e-jam aa.nkhe.n shiisha-e-badan meraa
us kii band muTThii me.n saaraa baa.nkpan meraa
Abdullah Kamal
Ghazal
Parvez Shahidi
Rubai
ye shauq-e-sharaab-o-jaam-o-miinaa kaisaa
saaqii nahii.n tuu agar to piinaa kaisaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
har ik rind ke haath me.n jaam-e-jam ho
kuchh is shaan kaa mai-kada chaahtaa huu.n
Amjad Ali Ghaznawi
Sher
shukriya ai gardish-e-jaam-e-sharaab
mai.n bharii mahfil me.n tanhaa ho gayaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
kuchh apne kaam nahii.n aave jaam-e-jam kii kitaab
kifaayat apne ko bas ek apne Gam kii kitaab
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
pata raqiib kaa de jaam-e-jam to kyaa hogaa
vo phir uThaa.e.nge jhuuTii qasam to kyaa hogaa




