SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-jaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-jaan"
Ghazal
ashk chashm-e-but-e-be-jaa.n se nikal saktaa hai
aah-e-pur-soz se patthar bhii pighal saktaa hai
Nazim Barelvi
Rekhti
aulaad jiitii-jaagtii jam jam ho us ke ghar
puurii KHudaa kare mire be-jaan kii havas
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
tan-e-be-jaa.n me.n ab rahaa kyaa hai
dekhiye marzi-e-KHudaa kyaa hai
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Rekhti
dekhuu.ngii be-qaraar huu.n martii huu.n sach ye hai
aa.nkhe.n hai.n dil hai jaan hai iimaan-aashnaa
Meer Yaar Ali Jaan
PAGE MATCHES FOR "be-jaan"
MORE MATCHES FOR "be-jaan"
Ghazal
chalte chalte ye galii be-jaan hotii jaa.egii
raat hotii jaa.egii sunsaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Nazm
safar
thakaa haaraa be-jaan baadal kaa Tuk.Daa
daraKHto.n chaTaano.n se daaman bachaataa
Wazir Agha
Ghazal
bahuto.n ne jise arsh pe be-jaan me.n dekhaa
ham ne to use jiite-jii is jaan me.n dekhaa
nayan sukh
Ghazal
zindagii kii thaa alaamat ik hunar be-jaan saa
rah gayaa tasviir ko.ii dekh kar hairaan saa
Wafa Naqvi
Sher
ulajhte rahte ho be-jaan manzar me.n kisii se
hazaaro.n saal kii pahchaan pal-bhar me.n kisii se
Nomaan Shauque
Qita
jism kii be-jaan miTTii ko hazaaro.n saal me.n
ruuh ke zevar se bhii aaraasta kartaa hai vo
Misdaque Azmi
Ghazal
KHvaab aa.nkho.n ke ye be-jaan kahaa.n hote hai.n
raaste sabr ke aasaan kahaa.n hote hai.n