SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-jaan"
Ghazal MATCHES FOR "be-jaan"
Ghazal
ashk chashm-e-but-e-be-jaa.n se nikal saktaa hai
aah-e-pur-soz se patthar bhii pighal saktaa hai
Nazim Barelvi
Ghazal
tan-e-be-jaa.n me.n ab rahaa kyaa hai
dekhiye marzi-e-KHudaa kyaa hai
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
chalte chalte ye galii be-jaan hotii jaa.egii
raat hotii jaa.egii sunsaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
bahuto.n ne jise arsh pe be-jaan me.n dekhaa
ham ne to use jiite-jii is jaan me.n dekhaa
nayan sukh
Ghazal
zindagii kii thaa alaamat ik hunar be-jaan saa
rah gayaa tasviir ko.ii dekh kar hairaan saa
Wafa Naqvi
Ghazal
KHvaab aa.nkho.n ke ye be-jaan kahaa.n hote hai.n
raaste sabr ke aasaan kahaa.n hote hai.n
Farida Alam Fahmi
Ghazal
lafz be-jaa.n hai.n mire ruuh-e-ma.aanii mujhe de
apnii taKHliiq se tuu ko.ii nishaanii mujhe de
Ram Riyaz
Ghazal
ham ko baraa-e-duniyaa be-jaan kar diyaa hai
kyaa ishq tuu ne jiinaa aasaan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ko.ii be-jaa.n ko.ii be-ghar nahii.n dekhaa jaataa
roz tarraara-e-mahshar nahii.n dekhaa jaataa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
husn ke da.nke kii dhuum jag me.n pa.Dii jaa-ba-jaa
kyuu.n na baje dil mane ishq kii naubat sadaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
haa.n magar khi.Dkiyaa.n khulne lagii chillaane se
dar-o-diivaar ki be-jaan the be-jaan rahe
Aarib Hasimi
Ghazal
nahii.n 'iisaa' tuu par suKHan se tire
tan-e-be-jaa.n me.n jaan pa.Dtii hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kis kaam ye aa.egii masiihaa.ii tumhaarii
ehsaan karo aashiq-e-be-jaa.n kii KHabar lo