SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-poshaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-poshaak"
Ghazal
har galii nukka.D nagar ab ban chukaa maqtal yahaa.n
be-gunaaho.n kii lahuu tar chiiKHtii poshaak hai
A.R. Sahil 'Aleeg'
Ghazal
is takalluf se na poshaak-e-badan-giir me.n aa
KHvaab kii tarah kabhii KHvaab kii ta.abiir me.n aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
vaqt be-vaqt ye poshaak mirii taak me.n hai
jaantaa huu.n ki mirii KHaak mirii taak me.n hai
Asim Wasti
BOOKS MATCHES FOR "be-poshaak"
MORE MATCHES FOR "be-poshaak"
Ghazal
muzhda ye sabaa us but-e-be-baak ko pahu.nchaa
ye duud-e-dil-e-soKHta aflaak ko pahu.nchaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
tum mujhe bhii kaa.nch kii poshaak pahnaane lage
mai.n jise dekhuu.n vahii patthar nazar aane lage
Iqbal Sajid
Ghazal
vaqt be-vaqt ye poshaak mirii taak me.n hai
jaantaa huu.n ki mirii KHaak mirii taak me.n hai
Asim Wasti
Ghazal
poshaak na tuu pahniyo ai sarv-e-ravaa.n surKH
ho jaa.e na partav se tire kaun-o-makaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jhuuT kii poshaak par paivand-kaarii kab talak
ham se aaKHir ye bataa.o hoshiyaarii kab talak
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
poshaak-e-siyah me.n ruKH-e-jaanaa.n nazar aayaa
shab ko hame.n KHurshiid daraKHshaa.n nazar aayaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
duur tak jab diida-e-namnaak dekhe jaa.e.nge
shahr ke sab zaalim-o-saffaak dekhe jaa.e.nge
Altamash Abbas
Ghazal
be-KHauf fazaao.n kaa vo manzar nahii.n dekhaa
muddat hu.ii aa.nkho.n ne kabuutar nahii.n dekhaa
Kuber Kaafir
Ghazal
shahr-e-be-mehr me.n zinda thaa faqat mai.n 'saahil'
mere ehsaas kaa qaatil mirii poshaak me.n hai
KHalid Malik Sahil
Ghazal
ba.nk kii jalva-garii par Gash huu.n
ya.anii us sabz parii par Gash huu.n
Insha Allah Khan Insha
Kulliyat
kyaa ham me.n rahaa gardish-e-aflaak se ab tak
phirte hai.n kumhaaro.n ke pa.De chaak se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
sar-poshii kaa fan haatho.n ko sikhlaa.o vagarna
be-aa.nkh ke be-kaan ke be-naak ke ho jaa.o