SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-yaar-o-madadgaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-yaar-o-madadgaar"
Sher
ham banda-e-be-yaar-o-madadgaar the KHaamosh
KHaamosh rahaa kuucha-e-qaatil me.n KHudaa tak
Moid Rasheedi
Ghazal
pahle be-yaar-o-madadgaar kiyaa jaataa hai
phir hame.n haashiya-bardaar kiyaa jaataa hai
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
ham banda-e-be-yaar-o-madadgaar the KHaamosh
KHaamosh rahaa kuucha-e-qaatil me.n KHudaa tak
Moid Rasheedi
Ghazal
ai falak chho.D de be-yaar-o-madadgaar hame.n
dam ghuTaa jaataa hai ab terii nigahbaanii se
Ambareen Haseeb ambar
PAGE MATCHES FOR "be-yaar-o-madadgaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "be-yaar-o-madadgaar"
Ghazal
rabb-e-aalam hai faqat ek sahaaraa teraa
varna duniyaa me.n to be-yaar-o-madadgaar hai.n ham
Kaukab Zaki
Nazm
ek dua
mujhe be-yaar-o-madadgaar saa kar Daalegaa
mujhe kar degaa vo kamzor bhii aur buzdil bhii
Shabnam Shakeel
Ghazal
ab to ko.ii bhii nahii.n haal sunaa.e.n jis ko
muddate.n ho ga.ii.n be-yaar-o-madadgaar hu.e
Aarib Hashmi
Ghazal
jab saaraa safar kaT gayaa be-yaar-o-madadgaar
ik haath falak se hai tab anjaam me.n utraa
Ambar Abid
Ghazal
KHud jo be-yaar-o-madadgaar pa.Daa thaa sar-e-raah
vo mire vaaste ik pe.D ghaneraa niklaa
Yawar Warsi
Ghazal
tuu vo diipak hai ki shaidaa.ii hazaaro.n jis ke
mujh se be-yaar-o-madadgaar kaa rab achchhaa hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
Manzoor Arif
Ghazal
phirte hai.n tire shahr me.n be-yaar-o-madadgaar
gard-e-rah-e-manzil kii tarah KHaak-ba-sar ham
Iqbal Haidri
Ghazal
duniyaa me.n ek teraa sahaaraa hai ai KHudaa
tanhaa huu.n ko.ii yaar-o-madad-gaar bhii nahii.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Kulliyat
ab dekhe.n aah kyaa ho ham ve judaa hu.e hai.n
be-yaar-o-be-dayaar-o-be-aashnaa hu.e hai.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kyaa kahiye hu.e mamlikat-e-hastii me.n vaarid
be-yaar-o-dayaar ab to hai.n is bastii me.n vaarid
Meer Taqi Meer
Ghazal
aish-o-ishrat hii me.n kuchh hai zindagii
marg hai be-yaar o be-mai zindagii