SEARCH RESULTS
Showing search results for "begaano.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "begaano.n"
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
afsaana-e-hayaat kii takmiil ho ga.ii
apno.n ne le liyaa ki begaano.n ne le liyaa
Saghar Siddiqui
MORE MATCHES FOR "begaano.n"
Ghazal
raaz-e-dil kyuu.n na kahuu.n saamne diivaano.n ke
ye to vo log hai.n apno.n ke na begaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
sirf tash.hiir hai shaayad miraa afsaana-e-Gam
aaj ahbaab me.n andaaz hai.n begaano.n ke
Shakeel Badayuni
Nazm
jashn-e-salgirah
bhii.D lagii hai mehmaano.n kii
kuchh apno.n kuchh begaano.n kii
Haidar Bayabani
Ghazal
Samia Naseem
Ghazal
apne begaano.n se kuchh besh the aazaarii me.n
baat rah jaatii hai aur vaqt guzar jaataa hai
Shoque Moradabadi
Ghazal
mai.n hii ik zahr lagaa apno.n ko begaano.n ko
mai.n hii ik qatl hu.aa shahr me.n sachchaa ban kar
Kumar Pashi
Ghazal
haif gulzaar-e-jahaa.n me.n gul yagaane ho ga.e
lahlahaa kar ab rahegaa sabza begaano.n ke saath
Gulzar Dehlvi
Doha
begaano.n se kyaa gila ghar me.n hai Gaddaar
aas-paas rakhiye nazar aa.nkhe.n rakhiye chaar
