SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
Ghazal
bekasii-haa-e-shab-e-hijr kii vahshat hai hai
saaya KHurshiid-e-qayaamat me.n hai pinhaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Sher
sadiyo.n tak ehtimaam-e-shab-e-hijr me.n rahe
sadiyo.n se intizaar-e-sahar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
PAGE MATCHES FOR "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
Sher
dekh kar tuul-e-shab-e-hijr du.aa kartaa huu.n
vasl ke roz se bhii umr mirii kam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
kab ashk-e-shab-e-hijr samundar na hu.aa thaa
haa.n qatra-e-naisaa.n abhii gauhar na hu.aa thaa
Mahir Aarwi
Ghazal
kab ashk-e-shab-e-hijr samundar na hu.aa thaa
haa.n qatra-e-naisaa.n abhii gauhar na hu.aa thaa
Mahir Aarwi
Ghazal
zulmaat-e-shab-e-hijr kii aafaat hai aur tuu
jo dam hai Ganiimat hai ki phir raat hai aur to
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai shab-e-hijr ab mujhe sub.h-e-visaal chaahiye
taaza Gazal ke vaaste taaza KHayaal chaahiye
Saleem Kausar
Ghazal
fasaana-haa-e-shab-e-Gam hai daastaa.n merii
ga.ii na aah kabhii suu-e-aasmaa.n merii
Aftab Ranjha
Sher
KHvaab hii me.n nazar aa jaa.e shab-e-hijr kahii.n
so mujhe hasrat-e-diidaar ne sone na diyaa