SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
Ghazal MATCHES FOR "bekasii-haa-e-shab-e-hijr"
Ghazal
bekasii-haa-e-shab-e-hijr kii vahshat hai hai
saaya KHurshiid-e-qayaamat me.n hai pinhaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
ye daastaan-e-shab-e-hijr kaun suntaa bhalaa
junuu.n bhii is ko kahaa.n tak bayaan kartaa bhalaa
Safiya Ahmad
Ghazal
kab ashk-e-shab-e-hijr samundar na hu.aa thaa
haa.n qatra-e-naisaa.n abhii gauhar na hu.aa thaa
Mahir Aarwi
Ghazal
kab ashk-e-shab-e-hijr samundar na hu.aa thaa
haa.n qatra-e-naisaa.n abhii gauhar na hu.aa thaa
Mahir Aarwi
Ghazal
zulmaat-e-shab-e-hijr kii aafaat hai aur tuu
jo dam hai Ganiimat hai ki phir raat hai aur to
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai shab-e-hijr ab mujhe sub.h-e-visaal chaahiye
taaza Gazal ke vaaste taaza KHayaal chaahiye
Saleem Kausar
Ghazal
fasaana-haa-e-shab-e-Gam hai daastaa.n merii
ga.ii na aah kabhii suu-e-aasmaa.n merii
Aftab Ranjha
Ghazal
dil munaafiq thaa shab-e-hijr me.n soyaa kaisaa
aur jab tujh se milaa TuuT ke royaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
shab-e-hijr yuu.n dil ko bahlaa rahe hai.n
ki din bhar kii biitii ko dohraa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
be-qaraarii hai shab-e-hijr hai tanhaa.ii hai
aaj kii raat mirii jaan pe ban aa.ii hai
Zia Karnatki
Ghazal
shab-e-hijr sahraa-e-zulmaat niklii
mai.n jab aa.nkh kholii bahut raat niklii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
umr saarii yuu.n shab-e-hijr me.n biitegii kyaa
ko.ii dastak sii tire dil pe nahii.n hotii kyaa
Rubi Jha
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
andher shab-e-hijr me.n kyaa kyaa nahii.n hotaa
kab hashr sar-e-shaam se barpaa nahii.n hotaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
ai but jo shab-e-hijr me.n dil thaam na lete
kalma me.n bhii hotaa to tiraa naam na lete