SEARCH RESULTS
Showing search results for "beshii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "beshii"
Ghazal
vo shai kuchh aur hai kahte hai.n jaan-e-paak jise
ye rang o nam ye lahuu aab o naa.n kii hai beshii
Allama Iqbal
Sher
mai-kasho mai kii kamii beshii pe naahaq josh hai
ye to saaqii jaantaa hai kis ko kitnaa hosh hai
Natiq Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "beshii"
Sher
bhaav taa.o me.n kamii beshii nahii.n ho saktii
haa.n magar tujh se KHariidaar ko naa kaise ho
Afzal Khan
Ghazal
baraabarii ke liye chaahiye kamii-beshii
makaan uu.nchaa banaa.o zamii.n agar kam hai
Badr Mohammadi
Ghazal
baat hai shohra-nasiibii kii niraalii varna
mujh pe kis chiiz me.n majnuu.n ke ta.ii.n beshii hai
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ham samajhte hai.n kamii-beshii tavajjoh kii tirii
kaun hai dard ba.Dhaataa hai ghaTaa detaa hai
Meem Sheen Najmi
Naat
Mahir Seoharavi
Ghazal
raftaar ke liye kamii-beshii zaruur hai
lekin ye kyaa ki vaqt kii raftaar kam nahii.n
