SEARCH RESULTS
Showing search results for "beshii"
Ghazal MATCHES FOR "beshii"
Ghazal
vo shai kuchh aur hai kahte hai.n jaan-e-paak jise
ye rang o nam ye lahuu aab o naa.n kii hai beshii
Allama Iqbal
Ghazal
bhaav-taav me.n kamii beshii nahii.n ho saktii
haa.n magar tujh se KHariidaar ko naa.n kaise ho
Afzal Khan
Ghazal
baraabarii ke liye chaahiye kamii-beshii
makaan uu.nchaa banaa.o zamii.n agar kam hai
Badr Mohammadi
Ghazal
baat hai shohra-nasiibii kii niraalii varna
mujh pe kis chiiz me.n majnuu.n ke ta.ii.n beshii hai
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ham samajhte hai.n kamii-beshii tavajjoh kii tirii
kaun hai dard ba.Dhaataa hai ghaTaa detaa hai
Meem Sheen Najmi
Ghazal
raftaar ke liye kamii-beshii zaruur hai
lekin ye kyaa ki vaqt kii raftaar kam nahii.n
Saifi Amrohwi
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sher mardo.n se hu.aa besha-e-tehqiiq tahii
rah ga.e suufii o mullaa ke Gulaam ai saaqii