SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.Dkii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bha.Dkii"
Ghazal
chaah me.n paa.uu.n kahaa.n aas kaa miiThaa paanii
pyaas bha.Dkii hu.ii hai aur nahii.n miltaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Nazm
ban-bas
kaun bha.Dkii hu.ii is aag ko apnaa.egaa
jo bhii aa.egaa mire saath hii jal jaa.egaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
aag bha.Dkii to dar-o-baam hu.e raakh ke Dher
aur dete rahe ahbaab dilaase kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
abhii hamaare andar aag nahii.n bha.Dkii
abhii hame.n cigarette sulgaanaa pa.Dtaa hai
Nadeem Bhabha
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bha.Dkii"
Ghazal
saamne aa ki miraa ishq hai mantiq me.n asiir
aag bha.Dkii to ye patthar bhii pighal jaa.egaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aaj bha.Dkii rag-e-vahshat tire diivaano.n kii
qismate.n jaagne vaalii hai.n bayaabaano.n kii
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
dil is tarah havaa-e-mohabbat me.n jal gayaa
bha.Dkii kahii.n na aag na uTThaa dhu.aa.n kahii.n
Nazm Tabatabai
Nazm
barish ka pahla qatra
faiyyaz o javvaad o nek-niyyat
bha.Dkii us kii rag-e-hamiyyat
Ismail Merathi
Ghazal
aag bha.Dkii jo idhar bhii to bachegii kyaa shai
shola-e-shauq kii lau ek taraf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
zanjiir se junuu.n kii KHalish kam na ho sakii
bha.Dkii agar ye aa.nch to maddham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
qafas hai daam hai bha.Dkii hu.ii hai aatish-e-gul bhii
isii maahaul me.n andaaza-e-parvaaz hotaa hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
KHaamosh na ho soz-e-'siraaj' aaj kii shab puuchh
bha.Dkii hai mire dil me.n tire Gam kii agan bol






