SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.Dkii"
Ghazal MATCHES FOR "bha.Dkii"
Ghazal
chaah me.n paa.uu.n kahaa.n aas kaa miiThaa paanii
pyaas bha.Dkii hu.ii hai aur nahii.n miltaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
aag bha.Dkii to dar-o-baam hu.e raakh ke Dher
aur dete rahe ahbaab dilaase kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
abhii hamaare andar aag nahii.n bha.Dkii
abhii hame.n cigarette sulgaanaa pa.Dtaa hai
Nadeem Bhabha
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saamne aa ki miraa ishq hai mantiq me.n asiir
aag bha.Dkii to ye patthar bhii pighal jaa.egaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aaj bha.Dkii rag-e-vahshat tire diivaano.n kii
qismate.n jaagne vaalii hai.n bayaabaano.n kii
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
aag bha.Dkii jo idhar bhii to bachegii kyaa shai
shola-e-shauq kii lau ek taraf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
zanjiir se junuu.n kii KHalish kam na ho sakii
bha.Dkii agar ye aa.nch to maddham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
qafas hai daam hai bha.Dkii hu.ii hai aatish-e-gul bhii
isii maahaul me.n andaaza-e-parvaaz hotaa hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
KHaamosh na ho soz-e-'siraaj' aaj kii shab puuchh
bha.Dkii hai mire dil me.n tire Gam kii agan bol
Siraj Aurangabadi
Ghazal
aag bha.Dkii kahaa.n thii kidhar lag ga.ii
thii KHataa kis kii aur kis ke sar lag ga.ii
Aziz Nehtauri
Ghazal
shahr me.n bha.Dkii hu.ii thii vasl kii aag aur idhar
farhat-ehsaas aap apne hijr me.n til til jalaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kuchh aisii aag sii mahsuus ho rahii hai mujhe
kahii.n kii bha.Dkii hu.ii jaise lag ga.ii hai mujhe
Mahshar Badayuni
Ghazal
aatish naala-e-bulbul ye chaman me.n bha.Dkii
na bachaa naam ko sayyaad ke ghar me.n tinkaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
abhii bha.Dkii hai ki aatii hai mahak sho.alo.n kii
ishq kii aag agar aur agar aur ba.Dhe