SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.dkaatii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bha.dkaatii"
Ghazal
hijaab iksiir hai aavaara-e-kuu-e-mohabbat ko
mirii aatish ko bha.Dkaatii hai terii der-paivandii
Allama Iqbal
Nazm
raat aur rail
re.ngtii mu.Dtii machaltii tilmilaatii haa.nptii
apne dil kii aatish pinhaa.n ko bha.Dkaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
aah-e-sard aur bhii bha.Dkaatii hai shola dil me.n
ye diyaa vo hai jo phuu.nko.n se bujhaa.e na bane
Dattatriya Kaifi
Ghazal
bha.Dkaatii hai junuu.n ko gul-o-laala kii bahaar
ik aag sii lagii hu.ii saare chaman me.n hai
Bishan Narayen Darabar
MORE MATCHES FOR "bha.dkaatii"
Ghazal
bha.Dkaa.e.n mirii pyaas ko aksar tirii aa.nkhe.n
sahraa miraa chehraa hai samundar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
jis tarah baadal kaa saaya pyaas bha.Dkaataa rahe
mai.n ne ye aalam bhii dekhaa hai tirii tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bha.Dkaa rahe hai.n aag lab-e-naGmagar se ham
KHaamosh kyaa rahe.nge zamaane ke Dar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Sher
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
gar mohabbat hai to vo mujh se phiregaa na kabhii
Gam nahii.n hai mujhe Gammaaz ko bha.Dkaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe

