SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhatakne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bhatakne"
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
aadmii ban ke bhaTakne me.n mazaa aataa hai
mai.n ne sochaa hii nahii.n thaa ki farishta ho jaa.uu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
tujhe na maane ko.ii tujh ko is se kyaa majruuh
chal apnii raah bhaTakne de nukta-chiino.n ko
Majrooh Sultanpuri
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "bhatakne"
MORE MATCHES FOR "bhatakne"
Sher
manzile.n na bhuule.nge raah-rau bhaTakne se
shauq ko ta'alluq hii kab hai paa.nv thakne se
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
Pallav Mishra
Nazm
ye sarae hai
ham se puuchho to na aa.egaa vo jaane vaalaa
tum to naahaq ko bhaTakne kaa bahaanaa Dhuu.nDo
Ibn e Insha
Ghazal
tujhe na maane ko.ii tujh ko is se kyaa 'majruuh'
chal apnii raah bhaTakne de nukta-chiino.n ko
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hamaarii dasht-navardii ko gumrahii na samajh
bhaTakne vaale nayaa raasta banaate hai.n
Khurshid Talab
Nazm
barsat ki ek raat
chamaktaa hai bujhtaa hai tharraa rahaa hai
bhaTakne kii jugnuu sazaa paa rahaa hai
Kaifi Azmi
Nazm
ye sarae hai
ham se puuchho to na aa.egaa vo jaane vaalaa
tum to naahaq ko bhaTakne kaa bahaana Dhuu.nDo
Ibn e Insha
Ghazal
bahut zaraa saa safar bhaTakne ko mere
bahut zaraa saa haath, sambhalne vaalaa mai.n