SEARCH RESULTS
Showing search results for "biga.Dte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "biga.Dte"
Ghazal
yuu.n to aapas me.n biga.Dte hai.n KHafaa hote hai.n
milne vaale kahii.n ulfat me.n judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ke maanind bante biga.Dte hai.n insaa.n
mai.n insaa.n huu.n lekin
Noon Meem Rashid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "biga.Dte"
Ghazal
kabhii to bante hu.e aur kabhii biga.Dte hu.e
ye kis ke aks hai.n tanhaa.iyo.n me.n pa.Dte hu.e
Ameer Imam
Ghazal
ban ban ke biga.Dte rahe ummiid ke paikar
aazar the magar kaam rahaa but-shikanii se
Ada Jafarey
Ghazal
nayaa banaane kii dhun me.n pata nahii.n chaltaa
kahaa.n bigaa.Dte hai.n aur kahaa.n banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
din ko ham un se biga.Dte hai.n vo shab ko ham se
rasm-e-paabandi-e-auqaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tuu mujhe bante biga.Dte hu.e ab Gaur se dekh
vaqt kal chaak pe rahne de na rahne de mujhe
Khursheed Rizvi
Ghazal
ham aur tire husn-e-taGaaful se biga.Dte
jab tuu ne kahaa maan ga.e maan ga.e ham