SEARCH RESULTS
Showing search results for "biga.Dte"
Ghazal MATCHES FOR "biga.Dte"
Ghazal
yuu.n to aapas me.n biga.Dte hai.n KHafaa hote hai.n
milne vaale kahii.n ulfat me.n judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kabhii to bante hu.e aur kabhii biga.Dte hu.e
ye kis ke aks hai.n tanhaa.iyo.n me.n pa.Dte hu.e
Ameer Imam
Ghazal
ban ban ke biga.Dte rahe ummiid ke paikar
aazar the magar kaam rahaa but-shikanii se
Ada Jafarey
Ghazal
nayaa banaane kii dhun me.n pata nahii.n chaltaa
kahaa.n bigaa.Dte hai.n aur kahaa.n banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
din ko ham un se biga.Dte hai.n vo shab ko ham se
rasm-e-paabandi-e-auqaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tuu mujhe bante biga.Dte hu.e ab Gaur se dekh
vaqt kal chaak pe rahne de na rahne de mujhe
Khursheed Rizvi
Ghazal
ham aur tire husn-e-taGaaful se biga.Dte
jab tuu ne kahaa maan ga.e maan ga.e ham
Saifuddin Saif
Ghazal
merii tasviir adhuurii hai abhii kyaa maaluum
kyaa mirii shakl biga.Dte hu.e haalaat kare.n
Ahmad Wasi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
chhupaa ke rakh diyaa phir aagahii ke shiishe ko
is aa.iine me.n to chehre biga.Dte jaate the
Kishwar Naheed
Ghazal
'zafar' ye vaqt hii batlaa.egaa ki aaKHir ham
bigaa.Dte hai.n zabaa.n yaa zabaa.n banaate hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
der hii bante biga.Dte kuchh ise lagtii nahii.n
phuul kii diivaar par shabnam kaa ghar hai zindagii
Muzaffar Warsi
Ghazal
yuu.n hii ban ban ke biga.Dte rahe aa.iin-e-vafaa
be-sahaaro.n ko sahaaraa to kisii ne na diyaa