SEARCH RESULTS
Showing search results for "bik"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bik"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Gam bik rahe the mele me.n KHushiyo.n ke naam par
maayuus ho ke lauTe hai.n har ik dukaa.n se ham
Rajesh Reddy
PAGE MATCHES FOR "bik"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bik"
Ghazal
tuu jo chaahe to tiraa jhuuT bhii bik saktaa hai
shart itnii hai ki sone kii taraazuu rakh le
Rahat Indori
Nazm
muflisi
bin murde ghar me.n shor machaatii hai muflisii
laazim hai gar Gamii me.n ko.ii shor-Gul machaa.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bik ga.e jab tere lab phir tujh ko kyaa shikva agar
zindagaanii baada o saaGar se bahlaa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dekh phir dast-e-zaruurat me.n na bik jaa.e zamiir
zar ke badle me.n usuulo.n kii tijaarat mat kar
Abbas Dana
Ghazal
chhaa.nv mil jaa.e to kam daam me.n bik jaatii hai
ab thakan tho.De se aaraam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Nazm
ban-bas
mai.n vo ik laal huu.n jo bik gayaa baazaaro.n me.n
phir ko.ii puuchhne mujh ko na yaman se aayaa
Khalilur Rahman Azmi
Sher
sab dost maslahat ke dukaano.n me.n bik ga.e
dushman to pur-KHuluus adaavat me.n ab bhii hai
Baqi Ahmad Puri
Ghazal
log ashiyaa kii tarah bik ga.e ashiyaa ke liye
sar-e-baazaar tamaashe nazar aa.e kyaa kyaa