SEARCH RESULTS
Showing search results for "bikheraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bikheraa"
Ghazal
dono.n vaqt milte hai.n do dilo.n kii suurat se
aasmaa.n ne KHush ho kar rang saa bikheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bahut bikheraa mujhe mere mehrbaano.n ne
miraa vajuud hii lekin simaTne vaalaa thaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
zarre zarre me.n dha.Daktii hai ko.ii shai jaise
tirii nazro.n ne fazaa.o.n me.n bikheraa kyaa hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
ye kaa.enaat aur itnii sharaab-aaluuda
kisii ne apnaa KHumaar-e-nazar bikheraa thaa
Abdul Hamid Adam
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bikheraa"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ek zarra bhii na mil paa.egaa meraa mujh ko
zindagii tuu ne kahaa.n laa ke bikheraa mujh ko
Shoaib Bin Aziz
Nazm
hazar karo mere tan se
ise bikheraa to dasht-o-daman me.n bikhregii
bajaa.e-mushk-e-sabaa merii jaan-e-zaar kii dhuul
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ajiib kyaa jo bikheraa nahii.n sameT ke phir
tamaam umr umiido.n kaa silsila mai.n ne
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
bikheraa gayaa hai lahuu un ke e.azaaz me.n
bahaaro.n me.n KHushbuu-e-KHuun-e-shahiidaa.n bhii hai
Saqi Faruqi
Nazm
luDhakta patthar
jis ne aa.ankho.n me.n sitaare se kabhii ghole the
aaj ehsaas pe kaajal saa bikheraa us ne
Qateel Shifai
Sher
naadaan meraa dil bahak jaa.e na kahii.n
shaano.n pe gesuu.o.n ko bikheraa na kiijiye
Tauqeer Ahmad
Ghazal
rahe the apnii havaa.o.n me.n ek umr magar
bikhar pa.De to har ik gaam apnii hastii thii
Mahmood Shaam
Sher
Kalidas Gupta Raza
Nazm
karachi
na.ii zindagii kii na.ii KHvaahisho.n ne
Gamo.n ko sameTaa KHushii ko bikheraa