SEARCH RESULTS
Showing search results for "bol-chaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bol-chaal"
Ghazal
yuu.n talaashii jo chaahe likh jaave
lek mushkil hai bol-chaal kaa sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
hindi hindustani
kis qadar bol-chaal hai saada
'suur' 'tulsii' the is ke dil-daada
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bol-chaal"
Ghazal
ba-juz tumhaare kisii se ko.ii savaal nahii.n
ki jaise saare zamaane se bol-chaal nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
tamaam rishto.n ko to.Daa nahii.n abhii us ne
KHafaa KHafaa hai magar bol-chaal rakhtaa hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
zamaana ho gayaa tark-e-ta.alluqaat hu.e
'faraaz' ab un se mirii bol-chaal tho.Da.ii hai
Faraz Hasanpuri
Ghazal
zamaana ho gayaa tark-e-ta.alluqaat hu.e
'faraaz' ab un se mirii bol-chaal tho.Da.ii hai
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
KHamosh kyo.n ho ye nutq aadmii kaa zevar hai
jo ko.ii baiThe kahii.n bol chaal kar baiThe
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
us ajnabii se pahlii mulaaqaat me.n hii ham
kab jaane bol-chaal se aage nikal ga.e
Neeraj Naveed
Ghazal
lahja hii tho.Daa talKH hai duniyaa ke saamne
vaise to Thiik-Thaak huu.n mai.n bol-chaal me.n
Ankit Maurya
Ghazal
kitnii sazaa milii hai mujhe arz-e-haal par
pahre lage hu.e hai.n mirii bol-chaal par
Jafar Baluch
Ghazal
'saabir' tiraa kalaam sune.n kyuu.n na ahl-e-fan
bandish 'ajab hai aur 'ajab bol-chaal hai