SEARCH RESULTS
Showing search results for "buraa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "buraa.ii"
Sher
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Nazm
bachche ki dua
mire allaah! buraa.ii se bachaanaa mujh ko
nek jo raah ho us rah pe chalaanaa mujh ko
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "buraa.ii"
Ghazal
garche hai kis kis buraa.ii se vale baa.ii.n-hama
zikr meraa mujh se behtar hai ki us mahfil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Josh Malsiani
Sher
tadbiir se qismat kii buraa.ii nahii.n jaatii
big.Dii hu.ii taqdiir banaa.ii nahii.n jaatii
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye kaisaa shaKHs hai kitnii hii achchhii baat kaho
ko.ii buraa.ii kaa pahluu nikaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
yaar tak roz pahu.nchtii hai buraa.ii merii
rashk hotaa hai ki mujh se miraa haal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
bair duniyaa se qabiile se la.Daa.ii lete
ek sach ke liye kis kis se buraa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de