SEARCH RESULTS
Showing search results for "buraa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "buraa.ii"
Ghazal
tanz o ta.ana o tohmat sab hunar hai.n naaseh ke
aap se ko.ii puuchhe ham ne kyaa buraa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
garche hai kis kis buraa.ii se vale baa.ii.n-hama
zikr meraa mujh se behtar hai ki us mahfil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
ye kaisaa shaKHs hai kitnii hii achchhii baat kaho
ko.ii buraa.ii kaa pahluu nikaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
yaar tak roz pahu.nchtii hai buraa.ii merii
rashk hotaa hai ki mujh se miraa haal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
bair duniyaa se qabiile se la.Daa.ii lete
ek sach ke liye kis kis se buraa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
ko.ii kahe ki shab-e-mah me.n kyaa buraa.ii hai
balaa se aaj agar din ko abr o baad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
apne biimaar pe itnaa bhii sitam Thiik nahii.n
terii ulfat me.n buraa.ii to nahii.n maa.ngii thii
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
dil KHuub jaantaa hai ki tum kis KHayaal se
karte rahe aduu kii buraa.ii tamaam shab
Hasrat Mohani
Ghazal
tuu ne kii Gair se kal merii buraa.ii kyuu.nkar
gar na thii dil me.n to lab par tire aa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
zaraa saa josh kyaa dariyaa me.n aayaa
samundar kii buraa.ii kar rahaa hai