SEARCH RESULTS
Showing search results for "buraa.ii"
Sher MATCHES FOR "buraa.ii"
Sher
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Sher
log achchhe hai.n bahut dil me.n utar jaate hai.n
ik buraa.ii hai to bas ye hai ki mar jaate hai.n
Rais Farogh
Sher
tadbiir se qismat kii buraa.ii nahii.n jaatii
big.Dii hu.ii taqdiir banaa.ii nahii.n jaatii
Dagh Dehlvi
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
is baar milii hai jo natiije me.n buraa.ii
kaam aa.ii hai apnii ko.ii achchhaa.ii hamaare
Zafar Iqbal
Sher
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
Josh Malsiani
Sher
ham vo nahii.n sune.n jo buraa.ii huzuur kii
ye aap the jo Gair kii baato.n me.n aa ga.e
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Aatish Bahawalpuri
Sher
na lagtii aa.nkh to sone me.n kyaa buraa.ii thii
KHabar kuchh aap kii hotii to be-KHabar hotaa
Qalaq Merathi
Sher
buraa.ii bhalaa.ii kii suurat hu.ii
mohabbat me.n sab kuchh ravaa ho gayaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
vo buraa.ii sab se merii kar rahe hai.n
kyuu.n nahii.n karte bayaa.n achchhaa.iyo.n ko
Khaleel Mamoon
Sher
rahmat-e-haq ko na kar maayuus apne fe.al se
vo bhalaa.ii me.n nahii.n jo hai buraa.ii me.n mazaa
Nadir Shahjahanpuri
Sher
kyaa yahii thii shart kuchh insaaf kii ai tund-KHuu
jo bhalaa ho aap se us se buraa.ii kiijiye
Rajab Ali Beg Suroor
Sher
vo kah rahaa thaa buraa.ii buraa.ii jantii hai
so us ke vaaste le kar ka.nval gayaa huu.n mai.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Sher
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage