SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-farosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "but-farosh"
Nazm
mujhe khol taza hawa mein rakh
ise band kar ki vo but-farosh nahii.n rahe
jo asiir the ruKH-e-dahr ke
Farrukh Yar
Ghazal
pindaar-e-zohd ho ki Guruur-e-barhamanii
is dair-e-but-shikan me.n hai har but shikastnii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
dosh-ba-dosh dosh thaa mujh se but-e-karishma-kosh
parda dar KHiyaam-e-aql-e-raKHna-gar hariim-e-hosh
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
phirtii hai zindagii janaaza-ba-dosh
but bhii chup hai.n KHudaa bhii hai KHaamosh
Akhtar Saeed Khan
PAGE MATCHES FOR "but-farosh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "but-farosh"
Ghazal
faariG mujhe na jaan ki maanind-e-sub.h-o-mehr
hai daaG-e-'ishq ziinat-e-jeb-e-kafan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
dil miraa jis se bahaltaa ko.ii aisaa na milaa
but ke bande mile allaah kaa bandaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
mahfil-e-naaz se mai.n ho ke pareshaan uThaa
baiThne bhii nahii.n paayaa thaa ki tuufaan uThaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
ye kis ne kah diyaa tujh se ye baat jhuuTii hai
tire faroG ko tujh se ko.ii lagaav nahii.n
Basharat Farogh
Ghazal
apnii taKHliiq ko bechaa nahii.n karte fankaar
but-farosho.n ko kabhii bhuul ke aazar na kaho
Umar Quraishi
Ghazal
umr bhar baat pe qaa.em rahe 'fartaash' ki ham
ahl-e-kirdaar hai.n aur is se ziyaada kyaa ho.n
Fartash Syed
Ghazal
ab bhii Dartaa huu.n har ik baat me.n likhne se 'faroG'
tum ye kahte ho ki aazaad qalam meraa hai