SEARCH RESULTS
Showing search results for "camera"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "camera"
Sher
uThaa.o camera tasviir khii.nch lo in kii
udaas log kahaa.n roz muskuraate hai.n
Malikzada Javed
Ghazal
farishta hai parii hai dev hai yaa aadmii jin hai
balaa hai bhuut hai yaamun mazuuraa yaa kameraa hai
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "camera"
Tags
Kamra
Kamra Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "camera"
Ghazal
camera aa.nkh me.n zindaan liye phirtaa hai
ko.ii tasviir se hijrat bhii nahii.n kar saktaa
Shoeb Zaman
Ghazal
biThaa diyaa gayaa pahle ba.De ba.Do.n me.n mujhe
phir ek camera focus kiyaa gayaa mujh par
Haris Bilal
Ghazal
ik mulaaqaat hu.ii vo bhii bichha.Dne ke liye
camera TuuT gayaa ek hii tasviir ke baa'd
Umair Najmi
Ghazal
ye kaun shauqiin hai KHalaa ke mushaahide kaa
mirii taraf kis ne camera zoom kar liyaa hai
Umair Najmi
Nazm
hum taswir khench rahe hain
abhii tak ko.ii camera iijaad nahii.n hu.aa
jo is ke jhulasne kii munaasib tasviir utaar sake
Azra Abbas
Ghazal
haatho.n me.n le ke camera bhaTke.n tamaam umr
maazii kii bikhrii yaado.n ko yakjaa kiyaa kare.n
Malikzada Javed
Nazm
mobile
camera-o-conferencing hai.n ehtimaam saare
har ghar me.n har galii me.n is ke Gulaam saare











