SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaashnii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaashnii"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
ai shaah-e-husn zulf o ruKH o gosh chashm o lab
kyaa kyaa 'ilaaqe hai.n tirii sarkaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mazaaq-e-ishq nahii.n shaiKH me.n ye hai afsos
ye chaashnii bhii jo hotii to kyaa se kyaa hote
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "chaashnii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaashnii"
Ghazal
ek ka.Dvii haqiiqat kahe.n aur kahe.n
shahd se bhii sivaa chaashnii maut hai
Mohammad Askari Arif
Ghazal
ba-chaashnii-e-ahd-e-nau jo baat kahte aa.e hai.n
Gam-e-jahaa.n ko dil kii kaa.enaat kahte aa.e hai.n
Nushur Wahidi
Translation
Saadat Hasan Manto
Ghazal
usii ke dam pe pa.Dhe bhii ga.e sune bhii ga.e
hamaare lahje me.n jo chaashnii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
suKHan-varii hame.n kab tajribe se aa.ii hai
zabaa.n me.n chaashnii dil TuuTne se aa.ii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
be-e'tinaa.iyo.n me.n bhii hai chaashnii kaa lutf
hotaa hai iltifaat kabhii naagavaar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
un ko ko.ii samjhaa.e apnaa jaa.eza le le.n
jin ko apne sajdo.n me.n chaashnii nahii.n miltii
Aalam Nizami
Ghazal
badlaa badlaa mizaaj hai us kaa
us kii baato.n me.n chaashnii kam hai
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
us ke chehre kaa mujhe mardaana-pan achchhaa lagaa
chaashnii namkiin sii saare badan me.n aa ga.ii









