SEARCH RESULTS
Showing search results for "chain"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chain"
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Saba Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chain"
Sher
kuchh KHabar hai tujhe o chain se sone vaale
raat bhar kaun tirii yaad me.n bedaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Sher
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baiThe hai.n chain se kahii.n jaanaa to hai nahii.n
ham be-gharo.n kaa ko.ii Thikaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n haasil na hu.aa chain mujhe
mutma.in dil hai bahut, jab se alag baiThaa huu.n

