SEARCH RESULTS
Showing search results for "champa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "champa.ii"
Nazm
rang hai dil ka mere
champa.ii rang kabhii raahat-e-diidaar kaa ra.ng
surma.ii rang ki hai saa.at-e-bezaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye meraa josh-e-mohabbat faqat ibaarat hai
tumhaarii champa.ii raano.n ko noch khaane se
Jaun Eliya
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai
surma.ii ujaalaa hai champa.ii a.ndheraa hai
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "champa.ii"
Sher
gulaabii paa.nv mire champa.ii banaane ko
kisii ne sahn me.n meh.ndii kii baa.D ugaa.ii ho
Parveen Shakir
Ghazal
champa.ii sub.he.n piilii do-pahre.n surma.ii shaame.n
din Dhalne se pahle kitne rang badaltaa hai
Ameer Imam
Nazm
ye basti meri basti hai
jahaa.n dar par kha.De chhitnaar guular par
rupahlii champa.ii aur kaasnii pariyaa.n utartii thii.n
Ishrat Afreen
Ghazal
sa.ngii.n dilii se champa.ii ra.ngo.n kii hai chamak
sa.ng-e-mahak zaruur hai sone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Qita
jaise ik beva ke aa.nsuu Duubte suuraj ke vaqt
tham ga.e ho.n bahte bahte champa.ii ruKHsaar par