SEARCH RESULTS
Showing search results for "champa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "champa.ii"
Ghazal
ye meraa josh-e-mohabbat faqat ibaarat hai
tumhaarii champa.ii raano.n ko noch khaane se
Jaun Eliya
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai
surma.ii ujaalaa hai champa.ii a.ndheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
champa.ii sub.he.n piilii do-pahre.n surma.ii shaame.n
din Dhalne se pahle kitne rang badaltaa hai
Ameer Imam
Ghazal
sa.ngii.n dilii se champa.ii ra.ngo.n kii hai chamak
sa.ng-e-mahak zaruur hai sone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Jina Quraishi
Ghazal
shafaq khil uThii champa.ii aarizo.n par
nikhaaraa tire ra.ng-e-ruKH ko hayaa ne
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
aa rahii hai sukh milan kii champa.ii ujlii sahar
dukh kii ye bechain a.ndherii rain kaTtii jaa.e hai
Krishna Mohan
Ghazal
khultii hai roz shaam ko ik champa.ii dhanak
gaa.nv ke us makaa.n pe jo dariyaa ke paas hai
Nasir Shahzad
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
khiltii hai mire shoKH pe har rang kii poshaak
uudii, agarii, champa.ii, gulnaar, basantii
Amanat Lakhnavi
Ghazal
har qadam champa.ii phuulo.n ke khilaane vaale
gum na ho jaa.e.n tirii raah me.n jaane vaale
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
khol hii degii zabaa.n phuul kii pattii 'aatish'
champa.ii dhuup se jab pe.D sunahre ho.nge
Qurban Aatish
Ghazal
Ambar Bahraichi
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
guzre.n jo mere ghar se to ruk jaa.e.n sitaare
is tarah mirii raat ko chamkaa.o kisii din