SEARCH RESULTS
Showing search results for "chille"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chille"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ruuh se chhiile hu.e jism jahaa.n bikte hai.n
ham ko bhii bech de ham bhii usii baazaar se hai.n
Gulzar
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "chille"
Tags
Child
Child
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chille"
Ghazal
baa.ndho ab chaaragaro chille ki vo bhii shaayad
vasl-e-dushman ke liye suu-e-mazaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
raat bhar chille vaziife vo tahajjud aur fajr
mil gayaa ab to sila ai merii maa.n achchhii to ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Sher
naazukii KHatm hai un par to ye farmaate hai.n
farsh-e-maKHmal pe mire paa.o.n chhile jaate hai.n
Unknown
Ghazal
kachche kachche lafzo.n kaa ye niilaa zahar
chhuu jaa.e to muurakh to bhii chhiile ho.nT
Ishrat Afreen
Ghazal
jis kii bose ke tasavvur se chhile gaal kii khaal
taab kyaa laave araq po.nchhte rumaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tiir chille pe na aanaa ki KHataa ho jaanaa
lab tak aate hu.e shikve kaa du.aa ho jaanaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
guzar gayaa huu.n kabhii be-KHaraash kaa.nTo.n se
chhile hai.n pair kabhii maKHmalo.n kii bastii me.n