SEARCH RESULTS
Showing search results for "daad-e-zabt-e-gam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daad-e-zabt-e-gam"
Ghazal
mai.n duusro.n se bhii kuchh daad-e-zabt-e-Gam paa.uu.n
har ek lab pe mire dil kaa mudda.aa likh do
Naz Qadri
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Ghulam Mustafa Beg Sabir Barari
PAGE MATCHES FOR "daad-e-zabt-e-gam"
MORE MATCHES FOR "daad-e-zabt-e-gam"
Ghazal
zabt-e-Gam hai mirii poshaak mirii izzat rakh
aatish-e-diida-e-namnaak mirii izzat rakh
Shahid Zaki
Sher
zabt-e-Gam kaa mire andaaza bhalaa kyaa hotaa
mai.n agar dasht na hotaa bhii to dariyaa hotaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Sher
Gam se naazuk zabt-e-Gam kii baat hai
ye bhii dariyaa hai magar Thahraa hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Sher
siine me.n zabt-e-Gam se chhaalaa ubhar rahaa hai
sho.ale ko band kar ke paanii banaa rahe hai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
jafaa.e.n hai.n un kii miraa zabt-e-Gam hai
mohabbat kaa un kii bhii kaisaa karam hai