SEARCH RESULTS
Showing search results for "daanista"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daanista"
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Javed Akhtar
Sher
daanista ham ne apne sabhii Gam chhupaa liye
puuchhaa kisii ne haal to bas muskuraa diye
Aafaque Siddiqui
Ghazal
hamaare hii dil se maze un ke puuchho
vo dhoke jo daanista ham khaa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daanista"
Sher
Seemab Akbarabadi
Ghazal
raah me.n aise nuquush-e-kaf-e-paa bhii aa.e
mai.n ne daanista jinhe.n gard-e-safar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shabnam ko bharosa hai bahut barg-e-amaa.n par
'KHurshiid' bhii daanista qayaamat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
daanista aate jaato.n se la.Dtaa hai raat din
phir ho pa.Dii thii aaj tire paasbaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
gayaa vo daur-e-Gam-e-intizaar-e-yaar 'sahar'
aur apnii zaat pe daanista zahmate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Sher
yaqii.n un ke va.ade pe laanaa pa.Degaa
ye dhokaa to daanista khaanaa pa.Degaa













