SEARCH RESULTS
Showing search results for "daavat-e-lutf-o-karam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daavat-e-lutf-o-karam"
Ghazal
de rahii hai jumbish-e-lab daavat-e-lutf-o-karam
ek halkaa saa tabassum parda-daar-e-naGma hai
Sahba lakhnavi
Ghazal
husn-e-be-parvaa ko de kar daavat-e-lutf-o-karam
ishq ke zer-e-nagii.n phir har do aalam kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
savaal-e-lutf-o-karam par qayaas kyaa karte
vo mil bhii jaataa to ham naa-sipaas kyaa karte
Saqib Kaif
Ghazal
ham tazkira-e-lutf-o-karam karte rahe.nge
aasaa.ish-e-kaunain baham karte rahe.nge
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daavat-e-lutf-o-karam"
Ghazal
us ne nigaah-e-lutf-e-karam baar baar kii
ab KHairiyat nahii.n hai dil-e-be-qaraar kii
Zakir Khan Zakir
Ghazal
aisii nigaah-e-lutf-o-karam mujh pe kar ki bas
aa.nkho.n kii mai se jaam-e-talab meraa bhar ki bas
Rana Gannauri
Ghazal
Abrar Abid
Sher
kal bazm me.n sab par nigah-e-lutf-o-karam thii
ik merii taraf tuu ne sitamgaar na dekhaa
Shaikh Mohammad Roshan Joshish Lakhnavi
Ghazal
Gairo.n ke jab bhii lutf-o-karam yaad aa ga.e
apno.n ne jo kiye the sitam yaad aa ga.e
Purnam Allahabadi
Sher
umiide.n baa.ndh rakkhii hai.n tire lutf-o-karam se
siyah-a.amaal huu.n to goshvaara kaun dekhe