SEARCH RESULTS
Showing search results for "daavat-e-lutf-o-karam"
Ghazal MATCHES FOR "daavat-e-lutf-o-karam"
Ghazal
de rahii hai jumbish-e-lab daavat-e-lutf-o-karam
ek halkaa saa tabassum parda-daar-e-naGma hai
Sahba lakhnavi
Ghazal
husn-e-be-parvaa ko de kar daavat-e-lutf-o-karam
ishq ke zer-e-nagii.n phir har do aalam kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
savaal-e-lutf-o-karam par qayaas kyaa karte
vo mil bhii jaataa to ham naa-sipaas kyaa karte
Saqib Kaif
Ghazal
ham tazkira-e-lutf-o-karam karte rahe.nge
aasaa.ish-e-kaunain baham karte rahe.nge
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
us ne nigaah-e-lutf-e-karam baar baar kii
ab KHairiyat nahii.n hai dil-e-be-qaraar kii
Zakir Khan Zakir
Ghazal
aisii nigaah-e-lutf-o-karam mujh pe kar ki bas
aa.nkho.n kii mai se jaam-e-talab meraa bhar ki bas
Rana Gannauri
Ghazal
Abrar Abid
Ghazal
Gairo.n ke jab bhii lutf-o-karam yaad aa ga.e
apno.n ne jo kiye the sitam yaad aa ga.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
mai.n tire lutf-o-karam kaa jab se ras piine lagaa
bas tabhii se khul ke apnii zindagii jiine lagaa
Akhtar Hashmi
Ghazal
lutf-o-karam kuchh aur hu.aa chaahtaa hai aaj
ab tak na thaa ravaa jo sitam vo ravaa hai aaj
Dharma Swarup
Ghazal
ham aur un ke lutf-o-karam muddato.n ke baad
zulmat hu.ii hai nuur me.n zam muddato.n ke baad
Sibtain Shahjahani
Ghazal
mere gul kaa jo ko.ii lutf-o-karam dekhaa hai
husn aur KHalq ke ta.ii.n us ne baham dekhaa hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
lutf-o-karam kaa tere talabgaar mai.n bhii huu.n
yaa-rab KHataa mu.aaf KHataa-kaar mai.n bhii huu.n