SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagaabaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dagaabaaz"
Sher
Muztar Khairabadi
Nazm
muflisi
kahtaa hai ko.ii juutii na leve kahii.n churaa
naT-khaT uchakkaa chor daGaabaaz gaTh-kaTaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
bevafaa umr daGaabaaz javaanii niklii
na yahii rahtii hai zaalim na vahii rahtii hai
Mubarak Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "dagaabaaz"
MORE MATCHES FOR "dagaabaaz"
Ghazal
vo daGaabaaz hai zaalim ba.Daa harjaa.ii hai
phir bhii ye dil hai ki us kaa hii tamannaa.ii hai
Aalam Nizami
Sher
dhoke se bulaa kar jo milaa thaa to vo mujh se
jab milte hai.n kahte hai.n daGaabaaz kahii.n kaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
umr kaa saath nibhaayaa hai is andaaz ke saath
jaise kartaa ho vafaa ko.ii daGaabaaz ke saath
Ravendr Jain
Ghazal
mai.n daGaabaaz thaa so mujhe bhii 'rishaa'
phir diyaa dosto.n ne daGaa zindagii
Amina Raushni Risha
Nazm
chor darwaza khula rahta hai
paanii par tairtaa manzar daGaabaaz niklaa
mai.n muKHaalif samt bahtii kashtiyo.n me.n
Zahid Imroz
Ghazal
dushman-e-mehr daGaabaaz sitamgar qaatil
jaante bhii ho zamaana tumhe.n kahtaa kyaa hai
Rasheed Rampuri
Ghazal
ye fiqre ye chaale.n ye ghaate.n ye baate.n
tujhe o daGaabaaz ham jaante hai.n
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kaise Gairo.n ko milaa gosha-e-pinhaa.n kaa suraaG
kaun nigaraa.n thaa daGaabaaz kaho to kah duu.n
Kausar Siwani
Ghazal
pal pal badalte rang hai.n insaan kis kis tarah
samjhaa thaa jin ko dost daGaabaaz ho ga.e
Dr. Anand Kishore
Doha
daGaabaaz makkaar ke aur dekh andaaz
haa.n rassii to jal ga.ii ga.e na bal 'ejaaz'
Bhagwan Das Ejaz
Kulliyat
karte du.aa mujhe vo daGaabaaz dekh kar
bolaa ki is faqiir ke dil me.n daGaa na ho