SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagaabaaz"
Ghazal MATCHES FOR "dagaabaaz"
Ghazal
vo daGaabaaz hai zaalim ba.Daa harjaa.ii hai
phir bhii ye dil hai ki us kaa hii tamannaa.ii hai
Aalam Nizami
Ghazal
umr kaa saath nibhaayaa hai is andaaz ke saath
jaise kartaa ho vafaa ko.ii daGaabaaz ke saath
Ravendr Jain
Ghazal
mai.n daGaabaaz thaa so mujhe bhii 'rishaa'
phir diyaa dosto.n ne daGaa zindagii
Amina Raushni Risha
Ghazal
dushman-e-mehr daGaabaaz sitamgar qaatil
jaante bhii ho zamaana tumhe.n kahtaa kyaa hai
Rasheed Rampuri
Ghazal
ye fiqre ye chaale.n ye ghaate.n ye baate.n
tujhe o daGaabaaz ham jaante hai.n
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kaise Gairo.n ko milaa gosha-e-pinhaa.n kaa suraaG
kaun nigaraa.n thaa daGaabaaz kaho to kah duu.n
Kausar Siwani
Ghazal
pal pal badalte rang hai.n insaan kis kis tarah
samjhaa thaa jin ko dost daGaabaaz ho ga.e
Dr. Anand Kishore
Ghazal
aate jaate tiraa paiham yuu.n lagaanaa choTe.n
dil pe mere ai daGaabaaz giraa.n guzraa hai
Shamshad shaad
Ghazal
ham ko ayyaar samajhte hai.n ye be-mehr 'nisaar'
jo daGaabaaz hai.n so yaar hai.n kin ke un ke
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
aate jaate tiraa paiham yuu.n lagaanaa choTe.n
dil pe mere ai daGaabaaz giraa.n guzraa hai
Shamshad shaad
Ghazal
farzand-o-aziizaan sakal KHvesh qabiila
duniyaa hai daGaabaaz nahii.n ko.ii tumhaaraa
Alimullah
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
vafaa-parasto.n kii qismat me.n saaya naa bhii sahii
magar ye kyaa ki daGaabaaz saa.ebaan me.n hai.n
Sumaira Khalid
Ghazal
naza.a me.n yaar ko paiGaam-e-vafaa dete hai.n
us daGaabaaz ko ham aaj daGaa dete hai.n
Safdar Mirzapuri
Ghazal
is na.e daur ke insaano.n kii Gairat ko salaam
KHud daGaabaaz samajhte hai.n daGaabaaz mujhe