SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daraar"
Hindi Ghazal
Dushyant Kumar
Ghazal
ta.alluqaat me.n kuchh to daraar pa.Dnii thii
ka.ii savaal the jin kaa javaab denaa pa.Daa
Haseeb Soz
PAGE MATCHES FOR "daraar"
MORE MATCHES FOR "daraar"
Ghazal
fursat nahii.n ki fikr-e-marammat kare ko.ii
muddat se ik daraar pa.Dii hai makaan me.n
Faheem Jogapuri
Ghazal
ye saa.ato.n kii bhii.D ne use ga.nvaa diyaa na ho
rakhaa thaa mai.n ne ek lams vaqt kii daraar me.n
Riyaz Latif
Ghazal
zaraa saa jhaa.nk lo in be-qaraar aa.nkho.n me.n
dikhaa.ii degaa tumhaaraa dayaar aa.nkho.n me.n
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
siilan ko raah mil ga.ii diimak ko sair-gaah
anjaam dekh liijiye ghar kii daraar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
diivaar me.n daraar to aanii thii ek din
sar kab talak paTaKHtii KHamoshii makaan me.n
Tara Iqbal
Ghazal
is liye kii hai mohabbat kii zamii.n tar us ne
KHushk ho.n jaise hii aa.nsuu to daraar aa jaa.e






