SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraaz-dasti-e-qaatil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daraaz-dasti-e-qaatil"
Ghazal
falak na duur rakh us se mujhe ki mai.n hii nahii.n
daraaz-dasti-e-qaatil ke imtihaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek lamha hai teG-e-sitam to kyaa Gam hai
daraaz-dasti-e-qaatil ke imtihaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Sher
uf ye daraaz-dastii-e-armaan-e-musht-e-KHaak
mahmil me.n gard pa.Dtii hai lailaa kahaa.n rahe
Ijtiba Rizvi
Ghazal
ba.Daa kamaal kiyaa bhii to chhuu liyaa daaman
daraaz-dasti-e-dast-e-savaal hii kyaa hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
na ko.ii shaana bachaa hai na ko.ii aa.iina
daraaz-dastii-e-gesuu-e-yaar dekho to
Kaleem Aajiz
MORE MATCHES FOR "daraaz-dasti-e-qaatil"
Qita
jo pairahan me.n ko.ii taar mohtasib se bachaa
daraaz-dasti-e-piir-e-muGaa.n kii nazr hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kamand chaa.nd sitaaro.n pe Daalne vaalo
daraaz-dastii-e-charKH-e-kuhan kii fikr karo
Tasneem Kazmi
Ghazal
daraaz-dastii-e-shaam-e-firaaq se kah do
ki merii ruuh me.n kaif-e-visaal ab bhii hai
Rafiuddin Raz
Ghazal
shaayaan-e-darguzar hai agar iztiraar me.n
jurm-e-daraaz-dasti-e-zauq-e-du.aa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
daraaz-dastii-e-aGyaar kaa gilaa kyaa hai
aduu ko bhuul ga.e mehrbaa.n ko bhuul ga.e
Barq Hyderabadi
Ghazal
shikva daraaz-dastii-e-dil kaa bajaa magar
aap hii ke iltifaat ne miTTii paliid kii
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
na jaane kaun sii bastii pe mehrbaa.n ho jaa.e
daraaz-dastii-e-dauraa.n kaa e'tibaar hai kyaa