SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraaz-dasti-e-qaatil"
Ghazal MATCHES FOR "daraaz-dasti-e-qaatil"
Ghazal
falak na duur rakh us se mujhe ki mai.n hii nahii.n
daraaz-dasti-e-qaatil ke imtihaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek lamha hai teG-e-sitam to kyaa Gam hai
daraaz-dasti-e-qaatil ke imtihaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
ba.Daa kamaal kiyaa bhii to chhuu liyaa daaman
daraaz-dasti-e-dast-e-savaal hii kyaa hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
na ko.ii shaana bachaa hai na ko.ii aa.iina
daraaz-dastii-e-gesuu-e-yaar dekho to
Kaleem Aajiz
Ghazal
kamand chaa.nd sitaaro.n pe Daalne vaalo
daraaz-dastii-e-charKH-e-kuhan kii fikr karo
Tasneem Kazmi
Ghazal
daraaz-dastii-e-shaam-e-firaaq se kah do
ki merii ruuh me.n kaif-e-visaal ab bhii hai
Rafiuddin Raz
Ghazal
shaayaan-e-darguzar hai agar iztiraar me.n
jurm-e-daraaz-dasti-e-zauq-e-du.aa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
daraaz-dastii-e-aGyaar kaa gilaa kyaa hai
aduu ko bhuul ga.e mehrbaa.n ko bhuul ga.e
Barq Hyderabadi
Ghazal
shikva daraaz-dastii-e-dil kaa bajaa magar
aap hii ke iltifaat ne miTTii paliid kii
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
na jaane kaun sii bastii pe mehrbaa.n ho jaa.e
daraaz-dastii-e-dauraa.n kaa e'tibaar hai kyaa
Syed Ahmad Sahar
Ghazal
kiyaa hai chaak garebaan sub.h-e-mahshar tak
ye apne josh-e-junuu.n kii daraaz-dastii hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
kaun thaa jo dast-e-qaatil ke liye tayyaar thaa
ek mai.n hii bazm-e-ahl-e-KHvaab me.n bedaar thaa
Aabid Jafri
Ghazal
dast-e-qaatil ko mohabbat kaa sabab karte hai.n
ham diye hai.n jo havaa.o.n kaa adab karte hai.n
Noman Badr
Ghazal
muntazir hai dast-e-qaatil me.n khulaa KHanjar chalo
ham bhii dekhe.n aaj apne qatl kaa manzar chalo
Azeez Baghravi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ye shamshiir kahaa.n se aa.ii
naaz kartii mirii taqdiir kahaa.n se aa.ii
Shakeela Bano Bhopali
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa