SEARCH RESULTS
Showing search results for "daulat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daulat"
Nazm
shikwa
thii na kuchh teGzanii apnii hukuumat ke liye
sar-ba-kaf phirte the kyaa dahr me.n daulat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
umaraa nashsha-e-daulat me.n hai.n Gaafil ham se
zinda hai millat-e-baizaa Gorabaa ke dam se
Allama Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
PAGE MATCHES FOR "daulat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daulat"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye daulat ke bhuuke rivaajo.n kii duniyaa
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vahii jo daulat-e-dil hai vahii jo raahat-e-jaa.n
tumhaarii baat pe ai naaseho ga.nvaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Sher
aap daulat ke taraazuu me.n dilo.n ko taule.n
ham mohabbat se mohabbat kaa sila dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
dosto.n ko bhii mile dard kii daulat yaa rab
meraa apnaa hii bhalaa ho mujhe manzuur nahii.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte