SEARCH RESULTS
Showing search results for "diidaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diidaar"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tujhe to vaada-e-diidaar ham se karnaa thaa
ye kyaa kiyaa ki jahaa.n ko umiid-vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "diidaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "diidaar"
Sher
kaun sii jaa hai jahaa.n jalva-e-maashuuq nahii.n
shauq-e-diidaar agar hai to nazar paidaa kar
Ameer Minai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Sher
kuchh nazar aataa nahii.n us ke tasavvur ke sivaa
hasrat-e-diidaar ne aa.nkho.n ko andhaa kar diyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai chashm-e-tar me.n hasrat-e-diidaar se nihaa.n
shauq-e-inaa.n guseKHta dariyaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
ab vahii karne lage diidaar se aage kii baat
jo kabhii kahte the bas diidaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil ko niyaaz-e-hasrat-e-diidaar kar chuke
dekhaa to ham me.n taaqat-e-diidaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
mai.n baaG me.n huu.n taalib-e-diidaar kisii kaa
gul par hai nazar dhyaan me.n ruKHsaar kisii kaa





