SEARCH RESULTS
Showing search results for "diqqat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "diqqat"
Ghazal
sab dost mire muntazir-e-parda-e-shab the
din me.n to safar karne me.n diqqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Mazahiya
to fauran biyaah duu.n lailaa ko tujh se
bilaa-diqqat mai.n ban jaa.uu.n tirii saas
Akbar Allahabadi
Ghazal
Abbas Tabish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "diqqat"
Ghazal
tum ko hichkii aane se bhii diqqat thii
mai.n ne tum ko yaad hii karnaa chho.D diyaa
Mehshar Afridi
Ghazal
hame.n to rone me.n ko.ii diqqat nahii.n hai lekin
vo puuchhnaa thaa ki rone vaalo.n kaa kyaa banegaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
uqda to be-shak khulaa lekin ba-sad-diqqat khulaa
kaam to be-shak banaa lekin ba-sad mushkil banaa
Azad Ansari
Mazahiya
to fauran byaah duu.n lailaa ko tujh se
bilaa diqqat mai.n ban jaa.uu.n tirii saas
Akbar Allahabadi
Ghazal
nii.nd ko taaq pe dhar aur diyaa pahluu me.n
girya-e-aaKHir-e-shab me.n ko.ii diqqat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye qaafiya ba.Dii diqqat ke saath nazm hu.aa
ba.De hunar se ye aurat mrs 'jamaalii' hu.ii
Shakeel Jamali
Ghazal
chaaTtaa saarii kitaabo.n ko baGair az-diqqat
'ilm kaa shauq jise hai jo vo jhe.ngar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
dikhaa thaa KHvaab me.n rotaa hu.aa dil
kahuu.n kyaa ab talak dahshat me.n huu.n mai.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
na to aaGaaz na anjaam pe ronaa aayaa
apnii diqqat kii har ik shaam pe ronaa aayaa
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
suKHan-saraa.ii me.n hotii nahii.n mujhe diqqat
mire dimaaG me.n jalte hai.n shaa.erii ke charaaG
Ali Afzal Jhanjhanvi
Mazahiya
nahii.n ab qaafiya ko.ii bachaa hai
Gazal kahne me.n diqqat ho ga.ii hai
Masroor Shahjahanpuri
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Sher
hamesha se mizaaj-e-husn me.n diqqat-pasandii hai
mirii dushvaariyaa.n aasaan honaa saKHt mushkil hai
