SEARCH RESULTS
Showing search results for "doge"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "doge"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Dagh Dehlvi
Ghazal
hamaare diida-e-be-KHvaab ko taskiin kyaa doge
hame.n luuTaa hai duniyaa ne sitaaro tum to so jaa.o
Qabil Ajmeri
PAGE MATCHES FOR "doge"
Tags
Dog
Dog
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "doge"
Ghazal
us ko ha.ngaama-e-manzil kii KHabar kyaa doge
jis ne paayaa ho sar-e-raahguzar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
aa.nkh se hai vasl kaa iqraar dil dugdaa me.n hai
tum zabaa.n se apnii kah doge to kyaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
saath duniyaa kaa mai.n chho.Duu.ngaa tumhaarii KHaatir
aur tum saath na doge mujhe ma.aluum na thaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
are mujh pe naaz vaalo ye niyaaz-mandiyaa.n kyo.n
hai yahii karam tumhaaraa to mujhe na doge jiine
Majrooh Sultanpuri
Sher
sunoge haal jo meraa to daad kyaa doge
yahii kahoge ki jhuuTaa hai tuu zamaane kaa
Muztar Khairabadi
Mazahiya
gar sila doge mujhe merii vafaa.o.n ke evaz
maa.ng luu.ngaa tumhe.n in.aam me.n kyaa rakhaa hai
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
raat din naama-o-paiGaam kahaa.n tak doge
saaf kah diijiye milnaa hame.n manzuur nahii.n
Hasrat Mohani
Ghazal
ai barq kii maanind guzarte hu.e lamho
kyaa aa.nkh jhapakne kii bhii mohlat nahii.n doge
Shahzad Ahmad
Sher
'jalaal' ahd-e-javaanii hai doge dil sau baar
abhii kii tauba nahii.n e'tibaar ke qaabil
Jalal Lakhnavi
Ghazal
Bashir Badr
Sher
aaGosh me.n mahkoge dikhaa.ii nahii.n doge
tum nik.hat-e-gulzaar ho ham parda-e-shab hai.n

