SEARCH RESULTS
Showing search results for "doge"
Ghazal MATCHES FOR "doge"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hamaare diida-e-be-KHvaab ko taskiin kyaa doge
hame.n luuTaa hai duniyaa ne sitaaro tum to so jaa.o
Qabil Ajmeri
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
us ko ha.ngaama-e-manzil kii KHabar kyaa doge
jis ne paayaa ho sar-e-raahguzar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
aa.nkh se hai vasl kaa iqraar dil dugdaa me.n hai
tum zabaa.n se apnii kah doge to kyaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
saath duniyaa kaa mai.n chho.Duu.ngaa tumhaarii KHaatir
aur tum saath na doge mujhe ma.aluum na thaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
are mujh pe naaz vaalo ye niyaaz-mandiyaa.n kyo.n
hai yahii karam tumhaaraa to mujhe na doge jiine
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ai barq kii maanind guzarte hu.e lamho
kyaa aa.nkh jhapakne kii bhii mohlat nahii.n doge
Shahzad Ahmad
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
KHudaa rakhe abhii kamsin ho qadr kyaa jaano
zaraa sii der me.n rakh doge to.D-pho.D ke dil
Qamar Jalalvi
Ghazal
aaj yuusuf pe agar vaqt ye laa.e ho to kyaa
kal tumhii.n taKHt bhii doge isii zindaanii ko
Obaidullah Aleem
Ghazal
sadaa.e.n doge palaT kar kabhii to dekhoge
hamaare dil me.n ye mub.ham gumaan thaa na rahaa
Humaira Rahat
Ghazal
kaar-gaah-e-hasrat kaa hashr kyaa hu.aa yaa rab
daaG-e-dil pe kyaa guzrii naqsh-e-mudda.aa ho kar
Fani Badayuni
Ghazal
aaGosh me.n mahkoge dikhaa.ii nahii.n doge
tum nik.hat-e-gulzaar ho ham parda-e-shab hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kise pukaaroge aur kis ko sadaa.e.n doge
sukuut-e-jaa.n me.n utar gayaa me.n to kyaa karoge