SEARCH RESULTS
Showing search results for "driver"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "driver"
Mazahiya
phir is ke saath saath ye laazim hai aap ko
achchhaa driver ko.ii hushiyaar chaahiye
Mukhtasar Azmi
PAGE MATCHES FOR "driver"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "driver"
Ghazal
biThaa ke car me.n dul.han jo le ke jaate hai.n
vo driver hii bane hai.n kahaar muddat se
Iliyas Chishti
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.n
agar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa
Bashir Badr
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Sher
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n

